Hr 4 dr Masood ki use ki hai kafi fakar para hai mgr Jo resha musalsal halak main gerta hai who nahi khatam ho RHA aksar oqat garam yh zda thandi chez kha khanay see sir main b dard krta hai Naik b khush ho jati hai zda thandi chez see.a.c see bhar ao tab b naak khush ho jati hai ...